More Hindi Stories  Posts
My first love


Hi pyary friends main punjab pakistan say hun mera naam sahir hai . Main ap ko btany ja rha hun meri pehli aor akhri muhabbat k bary main main student hun i.t. Ka to khani kuch youn hai k mujhy bachpan say hi ek larki say bohat muhabbat thi jab b main usy daikhta to mery dil main ek ajeeb c halchal mach jati thi aor usy daikhty hi mera dil kehta tha k kaash yeh b mujh say pyar kary hair main us ka dil hi dil main w8 karny lga k ho sakta hai meri trha usy b mujh say muhabbat ho aor mujhy lagta b tha k usy b mujh say muhabat hai .hair na kabhi woh keh pae aor na mujh main itni himat thi k usy apny dil ki bat bta skun k main us kay pyar ka kb say muntazir hun magar aahista aahista mujhy ehsas hony lga k usy b mujh say muhabat hai dil k kisi kony main woh b meri trha mery liye muhabat chupay bethi hai ba har hall ek din mera rishta aya abroad switzer land say wahan mery dad k dost settle thy woh pak aye aor hmary ghar aa k unhun ny mery hath apni beti k liye manga to mery dad ny kha k larky say poch kar faisla karun ga aor is bat ka mujhy pta ilam hony say pehly usy pta chal gya jis ko main bachpan say lay kar aaj tak bina kuch khy pyar karta tha to us ny kapry press karty hoy apna hath jla liya to jb mujhy pta chla k us ka hath jal gya hai to main ny us ka hall pocha to us ny apna hath chupa kr kha k main to bilkul theak hun mujhy kya hona hai aor us ny mujhy pocha k tmhara rishta ho gya hai ya abi nai to main ny kha kaisa rishta kis ka to us ny kha tmhara rishta tmhary dad k friend lay kar aye hain woh mujhy yeh baat bri himat say bta rai thi magar us ki zuban larkhra gae aor us ki aankh say be basi saf chalak rai thi aor aisa lgta tha jaisy woh mujhy kuch kehna chahti hai magar woh hamosh rai aor dusry room main chali gae magar mery dil main ek hi swal tha k agar mery rishty ki bat hoi b hai to is ki zuban q larrkhra gae hai . Chalo hair main phir sara din isi bat ko sochta rha k yaar is ki zuban q larkhra gae hai dosto yeh pyar jo hai na yeh ya to ap apny mehboob ki aankhon main daikh sakty ho ya dil say dil...

ko mehsos kar sakty ho . Main to sari rat b us ki halat k mutalik sochta rha aor jb subha hoi to dad ny kha k beta tmhary uncle tmhain damad bnana chahty hain tmhain koi aitraz to nai aor phir kya main uncle aor apny dad say muafi mangi k main yeh rishta nai nibha paon ga aor mery dad samjhdar thy unhun ny uncle ko na kar di aor muafi b mangi . Hair yeh muamla clear ho gya ab mujhy fikar hony lagi k jis k liye main ny uncle ko thukra dia hai kahin woh na mujhy chorr day . Dosto.main ny ek din himat kar li aor khuda ka naam lay kar usy purpose karny ki thaan li so main ny usy direct ja kar kha k sonia main tm say kuch kehna chahta hun magar zuban sath nai day rahi tm plz meri aankhon main daikho aor parh sakti ho to parh lo k main tmhain kya kehna chahta hun aor us ny meri aankhon main aankhain daal kar kha cheema sahab aap ki kasam agar aap aaj mujh say yeh bat na kehty to main b tmhary bgair g na sakti thi friends mzy ki bat yeh hai k us ny meri aankhon say mery dil main jhank kar mujhy kha i love u 2 aor main ny kha hain g to us ny kha han g 7 saal saal main ny apny dil ki bat tm say chupa kar rakhi hai aor ek mazy ki baat k main ny b takreeban itni dair us say apny dil ki baat chupae thi aor is wakt ka intezar karta rha k kb usy khun ga k main tm sy pyar karta hun aor akhir kar woh din aa gya jb main apny mehboob ki aankhon main aankhain daal kar khra tha aor bina kuch khy usy dil ka sara hal bta dia tha woh din aor aaj ka din ham ek 2sry say bohat pyar karty hain apny mom dad ki izat ka khyal b karty hai aor apny pyar ko pyar tak mehdood rakha hai kabhi hawas nai bnny dia dosto ap say b guzarish hai k agar kisi say pyar krna hai to us k ehsas say kro na k us k jism k sath q k pyar ek pak rishta hai aor jo karna hai shadi k baad kro taky aap k pyar koi hawas na keh saky .apna dheer sara khyal rakhye ga aor duaon main sahir aor soni ko yaad rakhye ga ALLAH HAFIZ

Submitted By:- Imran

...
...



Related Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

5 Comments on “My first love”

  • Yaar teri story par ka to muja rona hi aa gaya …so sad yaar chaha pyar karna walo ka sath aysa hi hota hai…

Punjabi Graphics

Indian Festivals

Love Stories

Text Generators

Hindi Graphics

English Graphics

Religious

Seasons

Sports

Send Wishes (Punjabi)

Send Wishes (Hindi)

Send Wishes (English)