More Hindi Stories  Posts
zindgi The gold time


Yeh story ek taraf ka pyar ki aur jo pyar mein lagi na tab ki aj tak zakham thik hona k naam hi nahi le raha kya karu kaise thik karu

Main ek ladki ko bhot pyaar karta hu usko maine pehli baar 2011 mein dekha jab main +2 mein tha jab maine usko pehli baar dekha toh dekhta hi reh gya main apni bike parking mein lagga raha tha door se vo kab pass a gye mujha pata hi na chala
Kabh vo mujha kehna lagi side ho jao mujha pata hi chala mera frd na hath pakad kar mujha side kiya main toh usko dekhta hi reh gya kai din tak usko dekhta ho gya tha ek din main class lagane ja raha tha mera frd k mujha phone aya usna mujha kaha ki collage k bahar a jaldi main gate tak pohucha dekha frd ki ladai ho rahi thi main bhi ja kar ladai ko rokna laga tab mujha kaise na picha se mara aur main bhi marne laga vaha par aur students a gya aur sab ikatha ho gya vaha pr sabh bagna lage baha par main usko dekh vo ek dum se dari huye lag rahi thi main uske pass ja hi raha tha tab ek dum mere history k sir na mujha thapar mara main bhi marna laga thà jab dekh ki sir ha maine hath nicha kar liya us din se usna mere traf dekha hi nahi kai din tak baad maine usko bolai vo kuch nahì boli fer kuch bad hum exam da kar a rahe tha maine ussa pucha exam kaisa huya us din mujha uski awaz suni voh boli ki exam accha huya main bhot khush tha fer kai din tak hum hello hi bolata rahe ek din jo akale canteen k pass khadi thi main uska pass gya ussa bolaya vo bhi has kar boli maine kaha chalo canteen mein baith ta ha vo mana karna lagi mera bhot kahne par hum canteen mein baith gya

Main baatein karna shuru kar di pehla thore der toh boli nahi fer vo bhi bolna lagi usna mujha kaha ki tum itnà gussa mein kyu rahta ho ladai karta mujha kuch samj mein nahi a raha tha ki main kya kahu fer main bola ki main toh gussa karta nahi na hi ladai karta ho vo boli maine apni aakho se dekha maine bola tum na kaise aur ko dekha hoga apni aakho ko doctor dekha kr ana vo has na lagi hum dost ban gya fr hum ek sath rehta...

tha maine ussa pucha ki tumhara bf ha ussa kaha haan mere bf ha main kush nahi bola fr kai din tak ussa mila nahi mujha uska msgs aye maine koi reply ñahi kiya ek din mujha uska phone aya maine pic nahi kiya thore der bad fer phone aye fr maine baat ki vo boli ki tum mujha bolata kyu nahi collage bhi nahi a rahe kaha ho tum maine kaha ghàr ho boli bahar ao main a rahi ho main ghar ka bahar gya mila usna mujha pucha tum mujha ignore kyu kar rahe ho maine kaha aur kya karu main jis se main pyar karta hu vo mujha pyar nahi karti yeh baat sun kar vo chup chap chali gye kuch din baad phone aya mujha kahti ki mil sakta ho maine kaha collage ki ground mein main gya fr gaale lag kar rona lagi ki tum mera sath aisa kyu kar rahe ho hum dost kyu nahi rah sakta mujhse rooti dekhi nahi gye main kaha ki pagal tum mujha dost samajti ho main kuch aur maine ussa chup karaya aur bola thik ha baba main tumhara sath hi rahuga .
Itna sun kar fer se mera gaale lag gye fer main vaisa vaisa karta gya jis sa ussa khushi militi ha
Main uska bf se mil usna bolna ki humna milna ha kahi mila da hùma kabhi maine ussa apna ghar pa milta kabhi car mein kabhi CCD mere halat aise thi kì main kuch keh nahi sakta tha fr mujha 1 month k liye Delhi jana padha main bhi sab kuch bhul jana chahta tha magar dimag bhula data tha sala dil nahi manta tha jab main vapas aya toh mujha uski email aye thi main apna phone on kiya usko phone kiya vo bhot roo rakhi ussa mla pata chala uska bf ki sagaai ho gye thi maine bola ki ab kya karogi maine uska bf ko phone kiya lakin answer nahi kiya..

Door kadi na tenu jaan dinda
Rabb naa likhi tu mere taqdeer
Dukh dil da ki tu pucha yaaara
Har aasshaq di eha jaageer hundi

Baatein zaada toh mujha aati nahi
Desi hoon punjabi bolta hoon
Punjabi samjata hoon hindi mein pehli baar likhna
Lagga hoon agar kuch galat likh du toh maaf
karna

Submitted By:- rishu

...
...



Related Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

9 Comments on “zindgi The gold time”

  • very Nice story i like your story ……
    apki story ko padh kar aishalaga jaise me apni life ko fr se soch rahi hu

    • Jtoti yaar abhi story k end toh aapna pardha hi nahi aj likhuga kya huga is k baad
      Akdu bhai end pardh laina pata chal jaye ga pyar karti thi yeah aur

  • Pihu miss uhhh yaall kidal ho :
    ,,

  • Aaj sa dou sal pahala ma ek larki sa bhahat peyar kea tha . lakin bou mare peyar ko samuj nahi paia. Dou sal bad bou larki muja peyar ka egihar kia ma ab kia karo

    • Try krle bhai, shyd sach mai pyaar krti ho

Punjabi Graphics

Indian Festivals

Love Stories

Text Generators

Hindi Graphics

English Graphics

Religious

Seasons

Sports

Send Wishes (Punjabi)

Send Wishes (Hindi)

Send Wishes (English)