Adhura Pyaar
2
Mujhe aaj v wo pal yaad hai jab main usse pehli baar mili thi mujhe pyaar main wiswaas nahi tha par usse milne k baad pyaar kitna pyara hota hai mujhe pata chala.fir ek din wo mujhse kahi dur chala gaya main uska intejar karti reh gai.parents k kehne par shadi kar li par har roj marti rahi jalti rahi aaj meri ek beti hai. jab mujhse ye dard bardast nahi hua to maine marne ka faisla le liya or fir achanak uska call aaya usne mujhe fir wahi sapne dikhaye main uske pyar main khud ko bhul si gayi mujhe...
laga jaise bhagwan hame fir se ek karna chahte hai par sayad ye meri bhul thi mera pyar adhura reh gaya usne hamare pyar ko dosti ka naam de diya main kaise batati use ki kitna pyar karti hu.isliye uski hokar jina sayad meri kismat main nahi par uske pyaar ko apne dil main rakhkar mar to sakti hu hamara pyar adhura reh gaya.is adhuri si jindagi ko uske naam kar rahi hu bohat pyar karti hu usse sayad wo kabhi samjh nahi payega.pyar karna to sikha gaya par use ab main nibhaungi tum jaha raho khus raho.i always love you
Comments
3 Responses
Mera bhi adhura pyar rah gaya hai 😔😔😔
hi
nice mere sath bhi kuch esa hi hua h but mene abhi shadi nhi ki or na hi uski shadi hui h