More Hindi Stories  Posts
Mera Pyar Tera Pyar


Zindagi ek pehlu me hum kadam rakhe the aur hamesha hi dhoke me raha hu doosre log dhoka dete hai toh hum had se jyada dhyan nahi dete apne apne hote hai aur praye praye magar mujhe har waqt ek wahi pal yaad aata hai jab mera koi apna hi mujhe dhoka dete raha main uski har ada ka deewana tha uski har khushi mujhe apni lagti thi main use bahut manta tha magar woh achanak mujhse baat karna band kar di main usse itna pyar karta tha ki main use lafzo me nahi keh sakta uske baatein karta tha hansi mazak karta tha uske bina ek pal reh nahi sakta tha bahut manta tha main use jab woh kisi narazgi me roti to mere aankho se aansu nikal jata tha magar aaj woh mujhe rula ke khush hai magar bhool gayi woh mere sath guzare hue pal har ek yaad ko sirf sapna samajh ke bhoola di ye dil tadapta hai na uske liye aaj woh mujhe bhool kar khush hai kisi aur ke saath main uspe bahut bharosh karta tha samajhta tha wohi meri zindagi hai apne dosto ko bhoola diya uske chalte kal tak jiske liye jeeta tha aaj wohi meri taqdeer pe hansti hai mazak udati hai ye hai meri kahaniMe:-ayesha babu kya hua kalse tum mujse baat kyun nahi kar rahi………Ayesha:-kya hua samir phone kyun kiye…….Me:-kya hua ayesha aise kyun bol rahi ho…..Ayesha:-mujhe kuch nahi pata bas please phone rakho aur haa samir dobara phone ya message mat karna….me:-kya hua ayesha mujhse koi galti hogai hai to batao kyun tum mujhse baat nahi karna chahti…kuch der hum aise hi phone me baat kare phir ayesha mera phone kaat di matlab(end)kardi us din ke baad aaj tak main usse baat nahi kar paya aur nahi hum mile aur na woh mujhse milti hai bas yahi baat ko yaad karke main jee raha tha par mujhe iska karan janna chahta tha main uske class friends aur tution friends aur bhi uske kuch dosto se janna chaha par kisi ne nahi bataya sab keh rahe the nahi maloom...

phir main ek din khud uske ghar jaake puchna chaha jab main uske ghar gaya to uski mummi boli ayesha dekho koi friend hai tumhara woh halka sa jhanki aur mujhe dekh kar kuch nahi boli thodi der baad uski mummi uske kamre me gayi aur thodi der baad aakar boli ayesha kahi gayi hui apne friend ke ghar main pucha kiske ghar to boli bata kar nahi gayi hai main waha se phir wapas aagaya aur main bhi dobara nahi mila phir ek din main school se ghar aa raha tha achanak woh mujhe dekhi par main dekh kar bhi anjan ban raha tha aur woh aakar mujhse lipat gayi mujhe nahi pata woh aisa kyun kari thi sayad uska koi friend ya koi uski class ki ladki kuch boli hogi sayad use asliyat ka pata chal gaya ho aur aaj isi liye woh mujhse aakar lipat gayi pata to nahi hai mujhe woh aisa kyun kari thi par aaj hum sath hai thanksAyesha ke saath ab hum khush the kyunki ab humari shadi ho gayi hai hum aur ayesha bahut khush hai ab hum zindagi ke naye raah par khade hai ek nayi duniya ek naya jagah jaha mere aur ayesha ke beech koi nahi hai kyunki main uss din hum aur ayesha bhagne ka plan banae aur aaj humari shadi ho gayi hai ayesha mujhse bahut pyar karti mujhe apne kismat pe itna bharosh nahi tha ke ayesha jaisi partner mili hai ayesha ke siwa na maine kisiko samjha aur na samjhunga woh is jahan se bhi pyari hai wnh sirf meri aankho ka tara hai uske intezar me tha bas uske khumar me hu uske dil me ghar bana ke aur main jiyun woh itni haseen hai woh itni acchi hai ke uske bina ek pal gawara nahi jiske liye har roz hai jeete uske beena ab jeena nahi(THE END)

Submitted By:- Samir

...
...



Related Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

One Comment on “Mera Pyar Tera Pyar”

Punjabi Graphics

Indian Festivals

Love Stories

Text Generators

Hindi Graphics

English Graphics

Religious

Seasons

Sports

Send Wishes (Punjabi)

Send Wishes (Hindi)

Send Wishes (English)