Sub Categories

...
...

...
...

...
...

...
...

...
...

Hi guys my name is ayesha i am from
mari story bohat different hai means ka ajeeeb he hai yah tab ke bat hai jab mein 10th pass kar ka collage gai mujhe wahan bohat ajeeb lagta tha becoz new tha sab mary liya then mein na 1 larqa dakha means ka function tha collage mein aur wo perform kar raha tha he was dancing and i love dancing so mein na dakha auska sath 3 larqy aur thy dance kar rahy thy but mujhe bas auska he dance acha laga pata nahi q then mujhe auska name nahi pata tha but wo mari he class mein tha but name nahi pata tha mein ausko dancer bolti the then mari friends auska mazakh bana rahi the mujhe ab ausky bary mein pata na ka kasa hai kon hai mein na bhi ausko kuch bola then kisi na ausko ja ka bola ka ayesha hai class mein wo tumhary bary mein galat bolti hai ab wo tha collage ka popular larqa mujhe pata nahi tha aur mein na panga la liya aus sa wo mujhr sa bohat zyada nafrat karta tha mujhe bohat hate karta tha then mari best friend ka friend ban gaya aur ausko bolta hai yar ayesha hai koi wo mary bary mein ulta seedha bol rahi hai to zara ausko samjhao mujhr aus na aakar bola ka wo gusa horaha hai to plzz ab auska bara mein kuch nahi bolna i was like give me his I’d i wanna talk mein na bat karna start ke starting mein kaha hello bhai😂😂😂mein na direct bhai he bol diya then humari bat start hoi bohat zyada fight hoi humari bohat zyada humari actually bat he fight sa start hoi then he was like oki then leave this i am sorry and then i was like me2 yar sorry then mujhr bolta hai bhai he bolo ge mein na kaha han aur kiya then he was like no no mujhe na acha nahi lagta so plzz bhai nahi then i was like oki mein tumhary name sa he bolun ge apko his name was khizar
Then humari bat start hoi friends baan gaya but kabhi bhi ausna mujhe dakha nahi kabhi bhi
Then slowly slowly pata nahi kiya hony laga roz bat karty thy then mary dil mein auska liya feelings 1st day sa the jab mein na ausko 1st time dance karty dakha but mein the fat chubby type 😂😂😂aur wo handsome popular larqa mein na kaha nahi choro then 1 din aus na mujhe bola ka 1 larqi hai jisko like karta hun but wo mari Friend hai mein auso khona nahi chata agar mein na ausko bol diya ka mein aukso like karta hun wo mujhr sa bat nahi kary ge i was like kon hai wo then he was like its u i was like shittttt seriouly i was so happy but mein na ausko 1 question pocha tum na mujhe kabhi dakha he was like no bas phir kiya mein na kaha nahi yar sorry mein nahi chati ka mari waja sa tumhy koi gilt feel ho ka tum na mujhe porpose kar ka galti ke then he was like pyar dil sa hota hai face sa nahi but its oki np mu luck then mein na ausko challenge kiya ka mujhr collage mein sab girls mein na dhondo mein kon hun he was like oki next day he came aur mari samny aakar bolta hai ayesha aur smile ke i was like shitttt then ghar gaya bat ke kafi khush tha mujhe dakha 1st time then eid aagai mujhe auska msg aya ka i am in relation mujhr bohat bura laga but i was like its oki he deserve then after 2 or 3 days he was Like she was fake wo chali gai mein bohat khush then becoz feelings the auska liya then finally 12july 2016 mein na ausko bola ka yes i like u we came in relation then wahan sa start hua kafi fights hoi but relation ko 1 saal hogaya mujhe yaqeen nahi horaha becoz wo kisi ka sath 1 saal rahy impossible mary liya change kiya khud ko bohat pyar karta hai mein bhi bohat karti hun yahi bas love story the
😂😂😂😂

Baki plzz guys pray for us ka hum asy he rahy dono sath😊😊😊😊😍😍😍
Thanks

...
...
...
...

...
...
...
...

ਇਤਿਹਾਸ – ਸ਼੍ਰੀ ਨਾਨਕ ਝੀਰਾ ਸਾਹਿਬ , ਬਿਦਰ (ਕਰਨਾਟਕਾ)

ਸ਼੍ਰੀ ਗੁਰੂ ਨਾਨਕ ਦੇਵ ਜੀ ਆਪਣੀ ਉਦਾਸੀ ਦੌਰਾਨ ਨੰਦੇੜ ਤੋਂ ਹੁੰਦੇ ਹੋਏ ਬਿਦਰ ਸ਼ਹਿਰ ਪੁਜੇ , ਆਸਨ ਉਥੇ ਲਾਇਆ ਜਿਥੇ ਇਸ ਵੇਲੇ ਅੰਮ੍ਰਿਤ ਕੁੰਡ ਹੈ। ਇਲਾਕੇ ਦੀ ਸੰਗਤ ਤੇ ਪੀਰ ਫਕੀਰ ਗੁਰੂ ਜੀ ਦੇ ਦਰਸ਼ਨਾਂ ਨੂੰ ਆਏ। ਸਾਰਿਆਂ ਨੇ ਝੋਲੀਆਂ ਅੱਡ ਕੇ ਬੇਨਤੀ ਕੀਤੀ ਕੇ ਇਸ ਧਰਤੀ ਦਾ ਪਾਣੀ ਮਿੱਠਾ ਨਹੀਂ ਹੈ। ਸੌ ਡੇਢ ਸੌ ਫੁੱਟ ਡੂੰਗੇ ਖੂਹ ਪੁੱਟਣੇ ਪੈਂਦੇ ਹਨ ਤੇ ਪਾਣੀ ਨਹੀਂ ਨਿਕਲਦਾ ਜੇ ਨਿਕਲਦਾ ਹੈ ਤਾ ਖਾਰਾ। ਤੇ ਕੋਈ ਵੀ ਇਸ ਕਰਕੇ ਆਪਣੀ ਕੁੜੀ ਦਾ ਵਿਆਹ ਬਿਦਰ ਦੇ ਮੁੰਡੇ ਨਾਲ ਨਹੀਂ ਕਰਦਾ। ਸੰਗਤਾਂ ਦੀ ਬੇਨਤੀ ਮੰਨ ਕੇ “ਸਤਿ ਕਰਤਾਰ ” ਆਖ ਕੇ ਆਪਣੇ ਸੱਜੇ ਪੈਰ ਦੀ ਖੜ੍ਹਾਓ ਪਹਾੜੀ ਨੂੰ ਛੁਹਾਈ , ਪੱਥਰ ਹਟਾਇਆ , ਪੱਥਰ ਹਟਾਉਣ ਦੀ ਦੇਰ ਸੀ ਚਸ਼ਮਾ ਫੁੱਟ ਕੇ ਨਿਕਲਿਆ। ਸਾਰੀ ਸੰਗਤ ਗੁਰੂ ਜੀ ਦੇ ਚਰਨਾਂ ਚ ਡਿਗ ਪਈ। ਉਸ ਸਮੇਂ ਤੋਂ ਲੈ ਕੇ ਹੁਣ ਤਕ ਇਹ ਮਿੱਠਾ ਚਸ਼ਮਾ ਇਕ ਰਸ ਚਲ ਰਿਹਾ ਹੈ। ਅਤੇ ਸ਼੍ਰੀ ਨੱਕ ਝੀਰਾ ਸਾਹਿਬ ਦੇ ਨਾਮ ਨਾਲ ਮਸ਼ਹੂਰ ਹੋਇਆ ਹੈ ਜਿਹੜਾ ਦੂਜਾ ਪੰਜਾ ਸਾਹਿਬ ਅਥਵਾ ਭਾਰਤ ਦਾ ਪੰਜਾ ਸਾਹਿਬ ਕਰਕੇ ਅੱਜ ਪ੍ਰਸਿੱਧ ਹੋ ਰਿਹਾ ਹੈ

ਨੀਚੇ ਦਰਸ਼ਨ ਕਰੋ ਜੀ ਅੰਮ੍ਰਿਤ ਕੁੰਡ ਸਾਹਿਬ ਜੀ ਦੇ

...
...

Punjabi Graphics

Indian Festivals

Love Stories

Text Generators

Hindi Graphics

English Graphics

Religious

Seasons

Sports

Send Wishes (Punjabi)

Send Wishes (Hindi)

Send Wishes (English)